Pages

AANSUU AUR MUSHKAAN

Aansuu  aur  mushkaan ka  bhe  kaya  ajeeb  naata  hai....
Jitna  sochu  jitna  samghu  utna  ulagh  jaata  hai...
Aansoo  aatay  her  pal  mughko , yaad delaatay  kal ka  mughko......
Dukh - sukh mai saath bahay thay,,phir bhe hum chup-chaap khaday thay.....
Aaee phir mushkaan  bhalee, lay gaee mughko  durr kahi....
Mushkaan kai peechay chupee the yaaday,,kuch naee aur puranee baatay....
Socha maynay pichlay  vakt ko,,bhul  gaee tab apnay  aap ko....
Phir bhe mai kuch samagh na paee,her baar bas yahi baat yaad hai aaee....
Aansuu  aur  Mushkaan  ka  vakaii  koi to naata hai.....
Is jeevan mai,her  jeevan mai sab koi  isko  paata  hai..........@ Manisha

0 comments:

Post a Comment